bhai 24 coaches train khada kahan karoge dehri me?
second thing - sasaram aane par platform 6-7 par jane me ise 45 mins lag jayega subah me heavy traffic ki wajah se.
so bina baat itna extra time kyn lagana? subah bht sari trains hain dehri to sasaram, aap kisi bhi train se aa sakte ho ise pakadne.