Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt
News Super Search
 ↓ 
×
Member:
Posting Date From:
Posting Date To:
Category:
Zone:
Language:
IR Press Release:

Search
  Go  
dark modesite support
 
Sun Oct 20 13:25:01 IST
Home
Trains
ΣChains
Atlas
PNR
Forum
Quiz
Topics
Gallery
News
FAQ
Trips
Login
RailCal Android App
RailCal iPhone App
Advanced Search
<<prev entry    next entry>>
News Entry# 574648
Today (07:45) Grand Kali Puja Celebrations Planned in Chakradharpur
Entry# 6224127   
  Past Edits
Oct 20 2024 (07:45)
Station Tag: Chakradharpur/CKP added by AdittyaaSharma^~/1421836
Stations:  Chakradharpur/CKP  
छह लाख से स्टेशन काली पूजा समिति का होगा आयोजन

The preparations for Kali Puja in Chakradharpur have begun. The Shri Shri Station Kali Puja Committee is planning a grand celebration this year. The ground breaking ceremony for the pandal construction will be held soon, and the idol will be crafted by artisans from Bengal. The pandal will be constructed by...
more...
Deep Tent House, Chakradharpur, and the electrical decorations will be done by Totan Guha. The puja will be conducted by priests from Bengal, following the rituals of the Dakshineswar Kali Temple. The idol, offerings, and electrical decorations will cost around 6 lakhs. The committee is collecting donations for the puja, and the construction of the idol has already begun. The president of the committee, Jagannath Bando, has confirmed that the puja will be celebrated grandly this year.

Chakradharpur mein Kali Puja ki taiyaari shuru ho gayi hai. Shri Shri Station Kali Puja Committee is saal ek bhavy puja ka aayojan karne jaa rahi hai. Pandala ke liye jald hi bhoomi poojan kiya jaayega, aur murti Bengal ke... Chakradharpur mein Kali Puja ki taiyaari shuru ho gayi hai....
more...
Shri Shri Station Kali Puja Committee is saal ek bhavy tarike se Kali Puja manane ka nirnay liya hai. Aayojan samiti dwara station pariser mein pandala ke liye jald hi bhoomi poojan kiya jaayega. Pandala ke liye pandala pariser mein baans daal diya gaya hai. Shri Shri Station Kali Puja Committee ke secretary, Ranjit Chatterjee ne kaha ki har varsh ki bhaanti is varsh bhi Mata Kali ki pooja bhavy tarike se kiya jaayega. Is baar pooja ka budget 6 lakh se zyada rakha gaya hai. Bengal ke karigaron dwara Mata Kali ki pratima ka nirman kiya jaa raha hai. Pandala ka nirman Chakradharpur ke Deep Tent House ko zimmedari di gayi hai. Wahi vidyut saaj sajjja ki zimmedari Totan Guha ko di gayi hai. Mata ka pooja Bengal ke pujariyon dwara Dakshineswar Kalimandhir ke pooja vidhi vidhan ke tarz par kiya jaayega. Murti, bhog aur vidyut sajjja aadi par lag bhag 6 lakh rupees kharch honge. Station Kali Puja Committee ke adhyaksh Jagannath Bando ne kaha ki is saal Kali Puja bhavy tarike se manaya jaayega. Iske liye taiyaari ki jaa rahi hai. KoshAdhyaksh S K Prasad ne kaha ki pooja ke liye chanda ikkatha kiya jaa raha hai. Pratima ka nirman shuru kar diya gaya hai jald hi pandala banane ka kaam shuru kar diya jaayega.
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Mobile site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy